Urdu Love Poetry Biography
Source Link : Google.com.pk
Urdu poetry( Urdu Shairi ) is a rich tradition of poetry and has many different forms like funny urdu poetry, sad urdu poetry, love poetry and romantic poetry.
Our site have great collection of hindi poetry, english poetry, urdu poems, romantic poems, friendship poetry, birthday poetry and free love poetry.
Ek larki dosri larki se: tm ne mere lover ko i love u q kaha?
2nd larki: very Logical yar ” Jb tk larka kunwara hy,
Na tumhara hy na hmara hy”..
Usay Hum Chor Den Lekin.......
Usay Hum Chor Den Lekin Bus ik Choti Si Uljhan Hai,
Suna Hai Dil Sy Dharkan Ki Judai Mout Hoti Hai
Hum Kisi ko Achay Nahi Lagte...
Dil Behlany K Liye Guftugu Krte Hain Loog Hum Se,,,”
“….”
“Maloom To Mujhy Bhi Hai K Hum Kisi ko Achay Nahi Lagte.
ajeeb rastay........
ajeeb rastay hain ye chahaton k beech
wasi
koi kici ka sab kuch ha or koi kici ka
“KUCH B NHI”
Q Us ko Mananay........
Q Us ko Mananay K Leye Us Ki minten kru Mai…???
Mujhey Us Sy Mohabbat Hai Koi Matlab To Nai…..!!
Kon Poochta Hai.............
“_Kon Poochta Hai Pinjre Mein Band Panchio’n Ko_”
“Mohsin”
“_Yaad Wohi Aate Hein Jo Urr Jate Hein_” . . .
Ho Gaya Vo Kafan Se To Aazaad
Phool Mazaar Tak Nahi Pahuncha Daaman-E-Yaar Tak Nahi Pahuncha,
Ho Gaya Vo Kafan Se To Aazaad Phir Bhi Gulzaar Tak Nahi Pahuncha
Mere Anso Apne Anchal Se
Waqat-e-Rukhsat Ponchh Rha Tha Mere Anso Apne Anchal Se
Usko Gham Tha Itna Ke Woh Khud Roona Bhool Gya
Us Ki Aankhoon.......
Us Ki Aankhoon Main Nazar Aata Hai Saara Jahan Mujh Ko
Afsoos K Un Aankhoon Main Kabhi Khud Ko Nahi Daikha…!!!
Jab Bhi main tere.......
Jab Bhi main tere samne hota hun.
Na Jane Kyon Aisa Lagta hain.
Ye waqt Yanhi tham jaye.
Zamana Na Jane Kyun Itna Tez Bheta Hain.
ab Bhi Ata hain tera naam mere naam ke sath,
Log Jal Jal Kar Khakh Hue Jate Hain.
Udtha Hain Dil Se Jaise Dhuwan.
Bus woh Chone se hi Rakh hue Jate hain.
Na Jane Kyon ek baat mere dil main kab se atki hain.
Sayad wo tum hi tu jo ajj tak mujh se lepti hain.
Nahi sone deta ye khalipan mujh ko.
Kabhi anso…khabi rona, khabhi sisiki hain
No comments:
Post a Comment