Romantic Urdu Poetry Biography
Source Link : Google.com.pk
Sabz Madham Roshni main
Poet: Perveen Shakir
By: Rohail Hasnain, Quetta
Sabz Madham Roshni Main Surkh Aanchal Ki Dhanak
Sard Kamre Main Machalati Garm Saanson Ki Mehak
Baazuon Ke Sakht Halqe Main Koi Nazuk Badan
Silvatain Malboos Per Aanchal Bhi Kuch Dhalka Hua
Garmi-E-Rukhsar Se Dehki Hui Thandi Hava
Narm Zulfon Se Mulayam Ungliyon Kii Chhed Chhad
Surkh Honton Par Shararat Ke Kisi Lamhe Ka Aks
Reshmi Bahon Main Chudi Ki Kabhi Madham Dhanak
Sharmagin Lehjon Main Dheere Se Kabhi Chahat Ki Baat
Do Dilon Ki Dharkanon Men Gunjti Thi Ek Sada
Kaanpate Honton Pe Thi Allah Se Sirf Ek Dua
Kaash Ye Lamhe Thahar Javen, Thahar Jayen Zaraa
Yaad
Poet: Noor
By: Noor khan, jeddah kSa
Yaad Tere Jb Ate Hain
Roh Mere Ya Rote Hain
Tum Sa Milna Chahte Hain
Yaad Tere Jb Ate Hain
Hume Bohot Satate Hain
Sirf Sapne Dekhate Hain
Jo Ka Tabeer Pa Nhi Sakte Hain
Ku Ka Noor Ya Jante Hain
Ka Wo Jisse Chahte Hain
Unhe Pana Inke Taqdeer Ma Nhi Hain
Bewafai
Poet: Fari
By: Fari, Dhok amral
Apny Liay Mery Peyar Ke Inteha To Dekhu Jan
Sab Kuch Chor Dia Tery Liay Pher Be Khty Ho Tm He Dushman Ho Mery
Aaj Usey Loat K Jana Hai
Poet: Haroon Ur Rasheed uDas
By: Haroon Ur Rasheed, Muzaffarabad Azad kashmir
"Aaj Usey Loat K Jana Hai"
"Aaj Udas Hun Bhot"..!
"Q K Aj Usey Lout Jana H"..!
"Pher Najane Kab Milain"?
"Kabhi To Usey Pana H"..!
"Kar Kar Minat Pyar Ki"..!
"Jab Thakk Haar Gaya Mn,"
"Us Ne Pher B Kaha Akhar",
"Nai Na "Jani"... Bs Mje Jana H,"
"Kitna Chaha Tha Na Usey"?
"Pher B Na Pa Ske Use,"
"Akhar Nikala Ye Nateeja,"
"Nahi Koi B Apna, Sub Begana H,"
"Koi B Nai Ataa Kisi K Kaam..!"
"Milta Ha Aik He Jawab Sub Ko..!"
"Bhol Jao Na "Jani" Mje..!!"
"Ye Bhot He Zalim Zamana Ha,"
"Jana E Hai Na Tje Akhar???"
"Pher Kar Wada...!!"
"Tuje Lout K Wapis Ana H..."
"Karta To Hun Usey Jaan Se Ziada Pyar Haroon...!!!"
"Par Ye Baat Ab Na He Kisi Ko Btana Ha...!!!"
"Aaj Udas Hun Bhohut..."
"Aaj Usey Loat K Jana Hai...

No comments:
Post a Comment